Kashmaksh zindagi ka
ajanabi sa ahsaas pass aata h ye,
man me darr kyun laata hai ye,
phir man kyun dagmangaye hai.
man nhi manta hai ki galat hai,
lekin phir bhi zindagi ki kashmakash me
ulajhkar rah jata hai ye,
mai to kar jana bhi chahata hoon
aur bad jana bhi chahata hoon
bas talash h to sirf us sath ki
jiske hone se zindagi ka ranmanch
bhavhin ki jagah bhavpurn lagega
aise hai mere balaji maharaj.

Comments
Post a Comment